Saturday, January 1, 2011


kuch yun andaz vo apna dikhate hain
vfa karte hain hum vo bewafa btate hain
kaise btaye chahat ki kitni hai gahrai
dobo dena chahte hain hum unko chahton mai
aur vo hain ki ishq mai se par uter jate hain
 
 
2nd.....................
 
jindgi kya 2 rang dikhati hai
pal bhar deti hi khushi
hai,aur jholi bhar gam de jati hai
aati hai kabhi lekar dhoop sunahri
aur kabhi duur tak kali chaya dikha jati hai
umadti hai kabhi ban ummedon ki ghata
aur kabhi nirashaon ki jhadi lga jati hai
kabhi saikdon hathon ki milti hain duaen
kabhi ek jodi hath ko tarsa jati hai
par jisne sikh liya jeena ,jo ho jindadil
har bar kismat se khel jo jata hai
jindgi jeene ka andaz vahi sikha jata hai
aur jindgi bhi usi ka sath nibhati hai.........
 

No comments:

Post a Comment